Maghaz hamain resturants main bhi milta hai bana banaya. magar wahan maghaz ki safai suthraai sahi nahi ki jati..ghar par bhi kuch log bana lete hain.magar zaiqe main kacha paka..ya sawad ke baghair hota hai. aaiye ham yahan maghaz banane ki behtreen tarkeeb daikhte hain.